Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi,
Dard mein jo kaam aaye, ab aisi dosti hai hi nahi,
Rakha nahi ittefaq, unki en baato se hamne kabhi,
Par aaj yeh ehsaas hai ki, sach hi kahte hai sabhi,
Likhte hai apne dard ko, jo shayari bana ke hum kabhi,
Karte hai wah-wah uspar dost mere aur kuch ajnabi,
Samjhe toh hai woh shayari, par samjhe nahi mera dard kabhi,
Wah-Wah na kijiye dost mere, jalta hai yeh dil ab bhi kabhi-kabhi.

0 comments "Kahte kabhi jo log yun hi, ki ab woh zamana nahi,", Baca atau Masukkan Komentar
Post a Comment